?? ??? !!!
???? ??????? ??
????? ???
??? ??
???? ??? ??
??? ?? !
?? ?? ??
???? ??? ?? ...
Expand
एक खोज !!!
अपने अन्धेरो मे
खोजते हुए
खुद को
टकरा गया था
तुम से !
छण भर को
रोशन हुआ था मै
जैसे
रोशन होते है
बाद्ल
टकराने के बाद
पल भर को
अपने अन्दर
की
बिजली से
अब
फ़िर से खोजूगा
खुद को
ऒर
शायद तुम्हे भी
अपने अन्धेरो को
साथ लिये !
" सूत्रधार "
Close
Hi Hemani..
Welcome on first visit....!
Mujhe khushi hai ki Aap-ko yah rachna pasand Aayi...!
Aati rahiyega !
Shootradhaar !
Reply | | Report Abuse
loved this.
Reply | | Report Abuse
Priya..
Kya aap ko lagta hai itna kuch likhne ke baad bhi koi raaj bache honge...
..Shama tao humne bujhne hi nahi di hai ...Hur Aandhiyon se bacha rakha hai..
Shootradhaar !
Reply | | Report Abuse
Shootradharji,
Mily khud se to bata dena
Dil ke kuch raaz bata dena
Andhere kaisy bhi ho mit jayen ge
Os katil ke naam ki shama jala dena...
Priya
Reply | | Report Abuse
Goldie.....
Aap-ka aane ka Aur Hausala dene ke liye bahut-bahut Abhaar !
Shootr
Reply | | Report Abuse
Shootraji,
Last lines are very good....keep it up !
Reply | | Report Abuse
Namita..
Shubhkamnao ke liye bahut-bahut Dhanywaad !!!
Such tao yahi hai Andheron par jeet humesha Roshani ki hee hoti hai....Magar Kisi-kisi Raat ko Subah naseeb nahi hoti....Yah yathaarth na hote hue bhi koree Kalpna nahi kahi jaa sakti....!
.....Aap-ka Abhaar...Hausala -Afzai ke liye..!
Shootradhaar !
Reply | | Report Abuse
naye sire se khoj ke liye meri shubhkamnaye .
khud ko khojate hue jisase takraya jay ve door kahan hota hai .andhere to apani jagah zindagi ka sach hai par raushani ka shrot hath lag gaya na fir andhere bhi par ho jayege .
badal me bijli ..samahit hone ka kitna khoobsoorat bimb hai
thode se shabdo me poori kahani......jeevan ki
too good
namita
Reply | | Report Abuse
Nupur...
Kabhi-kabhi kam Shabd he apne bhav chodne main safal ho jaate hain...Aur ek choti si kawita pasand kar lee jaati hai..!
...Aap ke comment ne such main mujhe Hausal diya hai Aur behatar Likhne ka....
BAHUT-BAHUT SHUKRIYA...
Aati rahiyega...!
Shootradhaar !
Reply | | Report Abuse
Shootradhar
This is a beautiful poem.
Ab phir se khojuga khud ko
aur shayad tumhe bhi
apne andheron ko
saath liye
These are so vivid ...they tell a universal truth
This is one of your best.
keep writing
Nupur
Reply | | Report Abuse
- 1
- 2
Displaying 1 - 10 of 16 Blog Comments